作曲:Kushagra,Alec Benjamin,Bharath
Jaana tu aata nahi sapno se jaata nahi
Mil jaaye kya hi baat thi kaamil ho jata wahin
I remember when you came to my house on that day in September
We laid on the couch we made cupcakes and popcorn
And argued about where we'd be in the future where we'd settle down
Now I'm living in the space all alone there's no trace left here of you
It hardly feels home all I have is your memory and pics on my phone
Baby you're just a reverie a love that I know
Baby if you were to come back it would be sweet
But I know you'll never come back come back to me
So the only thing that I have left are these tunes
Left are these tunes
Tu aata nahi sapnon se jaata nahi
Mil jaaye kya hi baat thi kaamil ho jata wahin
Jo bhi ho raaz tera mujhko batata nahi
Mil jaaye kya hi baat thi kaamil ho jata wahin
Jaana meri sawalo ka manzar tu
Thaa main sukha sa saara samandar tu
Haan gulami si sirf khich jo dikhti thi
Phir se dikh de toh jee bhar ke sa bhar loon
Gaati kitni thi raatein nahi soya main
Tujhko kitna bulaya phir roya main
Teri saari woh baatein kyun sone nahi deti
Sataye mujhe haan phir khoya main
Tu aata nahi sapnon se jaata nahi
Mil jaaye kya hi baat thi kaamil ho jata wahin
Jo bhi ho raaz tera mujhko batata nahi
Mil jaaye kya hi baat thi kaamil ho jata wahin